Realme Watch 2 Pro - hindi

Doston yah smart watch bhi badhiya look ke sath aata hai ...bilkul ultra 2 ki tarah ya FIR apple watch ki tarah dikhta hai.. finishing bahut achcha hai doston first look mein hi aap impress ho jaaoge.... Bus difference yahi hai ki iska Jo body hai vah polycarbonate material se banaa hua hai... Ab agar quality ki baat Karen Jo material yahan per use Kiya gaya hai vah bahut achcha hai kafi Sahi dikhta hai...

দোস্তন ইয়াহ স্মার্ট ওয়াচ ভি bilkul বাধিয়া লুক কে সাথ আতা হ্যায় ...বিলকুল আল্ট্রা 2 কি তারাহ ইয়াফির আপেল ওয়াচ কি তারাহ দিখতা হ্যায়.. ফিনিশিং বহুত আচ্চা হ্যায়.... ফার্স্ট লুক মে হ্যায় আপ ইমপ্রেস হো জাওগে... বাস different ইয়াহি হ্যায় কি ইসকা জো বডি হ্যায় বাহ পলিকার্বোনেট ম্যাটেরিয়াল সে বানা হুয়া হ্যায়... আব আগর build কোয়ালিটি কি বাত কারেন জো ম্যাটেরিয়াল ইয়াহাপার ইউজ কিয়া গয়া হ্যায় বাহ বহুত আচ্চা হ্যায় কাফি সহি দেখাতা হ্যায়...

..............................................................................................................


1.75 inch ka display yahan per dekhne Ko milta hai... Amoled display to nahin hai fir bhi bahut achcha display hai... Aur iski brightness jo hai 600 nits tak jaati hai... Outdoor map use kar rahe ho extreme sunlight mein to bhi koi problem nahin hone wala hai.....


1.75 ইঞ্চি কা ডিসপ্লে ইয়াহান পার দেখানে কো মিলতা হ্যায়... অ্যামোলেড ডিসপ্লে তো নাহি হ্যায় ফির ভি বহুত আচ্ছা ডিসপ্লে উনহনে প্রোভাইড কিয়াহে... অর ইসকি brightness 600 নিট তাক জাতি হ্যায়... আউটডোর মে আগার আপ ইউজ করা হতো এক্সট্রিম সানলাইট মে কোই প্রবলেম নেহি হোনে ওয়ালা হে......

320 x 385 resolution

....................................................................................................................................................................


Watch ki battery life agar bat kare to... 390 mah ki battery hai jo ki aaram se 10 se 14 days Tak chal jata hai.... depending on your uses...


Watch ip68 waterproof rating ke sath aata hai matlab ab yah smart watch ko 1.5 meter tak pani ke andar le ja sakte hain vah bhi 30 minute Tak..... Swimming ke liye to proper nahin hai Lekin fir bhi acchi khasi water resistancy se mil jata hai...


Sensor ki agar baat karen to smart watch mein dedicated SP02 sensor, heart rate sensor, accelerometer sensor mil jata hai...90 sports tracking mode ke sath aata hai ...to ye bohot badi ek number hai....


ISKE ALAVA ISMEIN AAPKO DUAL SATELLITE GPS KA FEATURES DEKHNE KO MILTA HAI.. but to be honest there is some drawback in GPS tracking...




aki sleep tracking ka features bhi mil jata hai



Iske alava Jo basic features hai jaise ki smart notification ka features 


Alarm stopwatch timer music control camera control


Video ko yahan Tak dekhne ke bad agar aapka man mein koi confusion create houa .. ki kaun sa smartwatch aapke liye behtar hoga noise color fit ultra tu ya FIR realme us to Pro... To aapka confusion dur karne ke liye Maine already ek detailed video banaya hua hai link aapko i button per mil jaega and discription per bhi mil jaega ab chaho to check kar sakte ho... and is smart watch ka best buying link bhi discription per Diya hua hai jakar jarur check kar lena...



Comments

Popular posts from this blog

Smartwatch

Zeb-fit 1220ch - hindi

Boat Xtend Smartwatch - English and Hindi