Noise Colorfit Pro 3
On the display upco 2.5D curved glass dekhne ko milega Smart watch per aapko normal silicon straps dekhne Ko mil jayega quality kafi achcha hai.. Build quality ke agar baat kare to yahan per iska metallic body hai.. thodi si lightweight hai to ab isko long time tak hath mein pahan sakte hain... Silicon straps Jo milta hai is smartwatch ke sath vah bhi kafi achcha hai... Look ki agar main baat karun to look voice kafi attractive hai... No doubt agar aap isko rest mein pahan Rakha hai to kafi log aapse puchenge aap kaun si watch pahani hai... Dikhne mein to no doubt bahut sahi lagti hai...Sabse bada highlight hai iska display 1.55 inch ka aapko yahan per display dekhne Ko milta hai.. and true view display yahan per dekhne Ko milta hai... Is Price segment mein display quality ठीक-ठाक hai... 500 needs ki brightness hai and no doubt agar aap isko heavy sunlight mein bhi dekhenge to display acche se visible Ho jaati hai... Three level ka brightness control hai and auto brightness featur...